Ilzaam Song -Arjun Kanungo, King -Lyrics

Ilzaam Lyrics
Bata de mujhe
Wajah de mujhe
Mera hi main na raha
Sab dhoondh rahe
Maine kiya aisa kya
Hum phir na mile
Main khud se
Hi kyun Zapata
Hata de use
Mita de use
Duniya bani pyar
Ki ilzaam tale
Toone kiya aisa kya
Hum phir na mile
Toone kaha tha mujhe
Na chhod ke jaana kabhi
Phir kyon palte hon alag
Par bura to nahi
Ilzaam lage ke
Main badal gaya
Kyun badal gaya
Kabhi poochh meri jaan
Aansuon se bhara
Samandar tha mera
Tu tair na saki
Main doob gaya
Ilzaam lage
King
Thodi wafa mujhse
Bhi kar leti
Maan leta paar khuda ke
Na jaane seh
Gaye kitne sitam
Socha tum haqdaar wafa ke
Hum galti se seekh gaye
Kabhi karna
Karna na bharosa
Husn walon pe
Khul ke bata do
Kya hisaab karoge
Ho itna chup reh ke
Kya barbaad karoge
Also Read Other Lyrics:- Hanuman Chalisa
Aur ab jo le
Hi chuke ho
Tum sab hamara
Ab kyun yaad karoge
Ilzaam lage ke
Main badal gaya
Kyun badal gaya
Kabhi poochh meri jaan
Aansuon se bhara
Samandar tha mera
Tu tair na saki
Main doob gaya
Tere zulmon ko
Main aaj bhi
Hoon kyun seh raha
Tu bewajah
Bewafa kyun bani
Pehli dafa jahan
Yeh mera ro gaya
Sab kho gaya
Jo tu na mili
Jaane jaana aisa kya hai
Toone mujhse jo churaya
Mujhse poochho
Jeena kya hai
Itna chah ke bhi
Mil na paaya
Maine maana dil dukh hai
Apne haal pe rona aaya
Duniya jeeti sabko paaya
Bas ek pyar tera
Hisse na aaya
“Ilzaam” is a popular song by Arjun Kanungo and King, released in 2022. Here are the details:
Song Details
– Song Name: Ilzaam
– Artists: Arjun Kanungo, King
– Release Year: 2022
– Duration: 4 minutes 7 seconds
– Genre: Indian Pop/Rap
The lyrics of “Ilzaam” are about the pain and accusations that come with a broken relationship. The song’s title “Ilzaam” translates to “accusation” or “blame” in English.
Music Video
The music video features Arjun Kanungo and King, showcasing their emotional performances.
Reception
“Ilzaam” received positive reviews from music critics and audiences alike, praising the soulful vocals and meaningful lyrics.
Streaming Platforms
The song is available on various music streaming platforms, such as Spotify, Apple Music, and YouTube.
More Read: Ilzaam Song